Free Website Kaise Banaye
Agar aapko online paise kamane me interest hai, ya fir aapko aapki khud ki website banana he to, mai aapko bataunga ki free website kaise banaye. Website banana bohot asaan hai. Aapko lagega sirf ek Google Account, Gmail ID aur usse associated ek Blogger Account. Blogger ye Google ka product hai aur isme hum free me apna khudka blog start kar sakte hai. Aapko apna khudka ek URL milega jisko aap world wide publish kar sakte ho aur har koi aapke website ko publically dekh sakega. Chaliye jante hai ki Free me Website Kaise Banaye.
Step 1 – Chahiye ek Gmail Account
Hum Gmail ID ko use kar ke website banayenge, Gmail Google ka hi ek product hai, aur hum jipar website banayenge – Blogger ye bhi Google kahi product hai, Blogger par hum free me website bana sakte hai. Sabse Pehle aapko lagega aapka Gmail ID. Agar aapne GMail nahi create kiya hai to pehle Gmail ID bana le.
Read this : Email ID Kaise Banaye
Abhi aap www.blogger.com pe jaye.
Yaha par aaka GMail ID aur Password se login kare.
Blogger Par Sign Up Kare
Step 2 – Banaiye Blogger Account
Login karne ke bad aapko screen par New Blog button par click kare.
New Blog button par click karne ke bad agle screen par aapko website ka nam aur website ka address dalna hoga.
Website ka Title aur Website ka address dalne ke bad nich Create Blog button par click kare.
Step 3 – Add Kijiye New Post
Hamne abhi website ki link choose kar li he.
Hamari website abhi thodi hi der me ready ho jayegi.
Agle screen par New post par click kare.
Hume ab hamara Article dalna hai, Agle screen par aapka article likhe.